Aisa Main Shaitan Lyrics – Raftaar | Title Track

Aisa Main Shaitan Lyrics

Jaadoo Hai Zubaan
Vass Mein Kar Loon Jaan
Toh Kaape Aatma
Aisa Main Shaitan

Tantar Na Mantar
Na Koyi Antar
Mujhse Hai Balwan
Aisa Main Shaitan

Kaali Raaton Ka
Kaala Saya Hoon
Kaal Mere Vass Mein
Kaali Maya Hoon

Meri Ichha Se
Duniya Chalti Hai
Mere Vass Mein
Kathputli Ki Jaan

Aisa Main Shaitaan
Aisa Main Shaitaan
Aisa Aisa Aisa Aisa

Mere Jaisa Koyi
Kabhi Na Hua Hai
Meri Shaktiyon Mein
Preton Ki Dua

Na Hi Main Mita Tha
Na Hi Na Hi Main Mitunga
Mera Toh Muqaddar Dekho
Maine Hi Likha

Main Shikari
Sab Pe Bhari

Chhedoge Jo Tum
Jagega Haiwan
Sabke Andar Hi
Soya Hai Shaitan

Kabze Mein Shaitaan
Na Kar Paya Insaan
Isliye Insaan Phir
Banta Shaitaan

Kaali Raaton Ka
Kaala Saya Hoon
Kaal Mere Vass Mein
Kaali Maya Hoon

Tum Khilaune Ho
Tumse Khelunga
Khel Khel Mein
Pahuncha Doon Shamshan

Aisa Main Shaitan
Aisa Main Shaitan
Aisa Aisa Aisa Aisa

Aisa Main Shaitan
Aisa Aisa Aisa Aisa
Aisa Main Shaitan

Leave a Comment