Ek Baar Dekh Lijiye Lyrics – Heeramandi

Ek Baar Dekh Lijiye Lyrics

Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa

Ek Baar Dekh Lijiye
Ek Baar Dekh Lijiye
Deewaana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye

Jalne Ko Hai Taiyar Hum
Parwana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye

Itni Pee Ke Ja Na Sake
Uthkar Kahin Bhi Hum
Itni Pee Ke Ja Na Sake
Uthkar Kahin Bhi Hum

Aankhon Ko Apni Aap Ek
Mehkhana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye

Kuchh Bhi Dikhayi
Naa De Humein
Siva Aapke Kahin Pe

Kuchh Bhi Dikhayi
Naa De Humein
Siva Aapke Kahin Pe

Saare Jahan Se Aap Humko
Begaana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye
Deewaana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye

Jalne Ko Hai Taiyar Hum
Parwana Bana Dijiye
Ek Baar Dekh Lijiye

Leave a Comment